Saral Jeevan Bima Yojana Registration | Saral Jeevan Bima In Hindi 2022

dosto भारतीय बीमा विनियामक और विकास प्राधिकरण ne abhi jald hi apni ek nayi yojna सरल जीवन बीमा योजना suru ki hai, dosto भारतीय बीमा विनियामक और विकास प्राधिकरण ne es yojna ko un logo ko dhayan me rakh kar banaya gya hai jo bima ki कठिन शर्ते ki wajah se apna bima nhi karate hai, dosto aaj hum aap logo ko सरल जीवन बीमा योजना, ke sare important points ko aap ko batayenge jaise ki सरल जीवन बीमा योजना suru karne ka udesya kya hai, es ka benefits kya hai, es ka labh kon le sakta hai aur aap es ke liye आवेदन kaise karenge, dosto hum puri kosis karenge ki aap logo ko सरल जीवन बीमा योजना se sambandhit sari jankari aap logo ko de sake.
saral jeevan bima yojana 2022 जीवन बीमा योजना 2022-
dosto aap es me apni आर्थिक स्थिति ke hisab se bima kharid sakte hai, es me alag-alag premium hai aap apne hisab se premium jama kar sakte hai
जीवन बीमा योजना me 500000INR se lekar 2500000INR tak amount cover hoga, जीवन बीमा योजना ka labh lene ke liye aap ki न्यूनतम आयु 18yr aur अधिकतम आयु 65yr hai.
es yojana me 70yr ki आयु me परिपक़्वता hogi.जीवन बीमा योजना 2021 ke andar premium jama karne ke 3 vikalp honge jaise ki niyamit premium, aur 5yr aur 10yr ke liye simit premium bhuktan awadhi aur singal premium hoga, dosto es me policy सुरु ke 45 din tak waiting period me hogi, es 45 days me policy kewal durghatano ke wajah se hui death ko hi cover karegi, es bima ka samay 4yr se lekar 40yr tak hogi.
जीवन बीमा योजना START DATE-
dosto जीवन बीमा योजना 1 april 2021 se suru hui hai, es ko भारतीय बीमा विनियामक और विकास प्राधिकरण ne suru kiya hai, dosto es yojna me niyam aur sharto ko kafi saral banaya gya hai agar aap es yojna ka labh uthana chahte hai to aap ko मासिक, त्रेमासिक , 6 महीने ya 1 साल ke andar apne premium ka bhuktan krna hoga, dosto es yojna me aap ko न्यूनतम 1000INR ka premium dena hoga aur agar aap chahe to policy kharidne ke 6 महीने ke andar aap ese समर्पण bhi kar sakte hai, dosto es yojna ki sabse important baat yah hai ki 100% pratiphal kharid मूल्य par diya jayega, aur yahi durghatna me bima dharak ki death ho jati hai to yah amount uske pati ya patni ko de diya jayega.
SARAL JIWAN BIMA YOJANA TERM PLAN-
Dosto saral jiwan bima yojana ka term plan january 2021 se hi suru ho gaya hai, aap chaheto to eska term insurance plan le sakte hai, dosto es plan ko kam premium par bhi kharida ja sakta hai jin logo ki income kam hogi wo log bhi asani se apna jiwan bima kara sakte hai, dosto भारतीय बीमा विनियामक और विकास प्राधिकरण ne sabhi company ke liye सरल जीवन बीमा योजना ke niyam aur sharte saman rakhi hai sabhi companies me premium ka amount saman hi hai,सरल जीवन बीमा योजना ke andar policy ki awadhi 4yr se lekar 40yr tak hogi,jis ke andar 5 se lekar 25 tak ka cover diya jayega, es yojana ka labh 10yr se lekar 65 yr tak ke log utha sakenge.
जीवन बीमा योजना ke sare niyam
भारतीय बीमा विनियामक और विकास प्राधिकरण ne banaye hai, dosto es ke kuch rule aur regulation aap ko jaan leni chahiye,yadi yah policy kharidne ke 45 din ke andar bima dharak ki death ho jati hai to kewal durghatana me hui death par hi bhuktan hoga, bima dharak ki death ke baad un ke nomini ko clame ka paisa mil jayega.
-सरल जीवन बीमा योजना ki sabse achi baat yah hai ki aap apne आय ke anusar life cover kharid sakenge,es yojna ka labh uthane ke liye kisi khas educational qualification ya business ki jarurat nhi padti hai.
dosto सरल जीवन बीमा योजना ek behad hi asan jiwan bima policy hai, jis ke rule aur regulation samajhna sab ke liye bahut hi asan hai, aur es yojana ko sabhi bima companies dwara सरल जीवन बीमा योजना plan 1 january 2021 se lagu kar diya gya hai, सरल जीवन बीमा योजना ko 16 yr se lekar 65 yr tak ke log kharid sakte hai, es policy ki परिपक़्वता आयु 70yr hai, es yojana ki न्यूनतम अवधि 5yr aur अधिकतम अवधि 40yr hai.
-सरल जीवन बीमा योजना ke andar agar aap digital platform se avedan karte hai to aap ko es me 20% ki छूट bhi milegi.
-dosto es bima yojna ki ek aur achi baat hai ki aap ki वार्षिक आय ko dekhe bina aap ko bima policy kharidne ki छूट milegi, jab ki jayadatar bima company aap ki वार्षिक आय ko dekh kar aap ko bima deti hai, dosto aap es baat ka dhyan jarur rakhiyega ki aap jis company se ye bima kharide us ka साल्वेसी ratio aur clame sattelment ratio dekh lijiyega.
सरल जीवन बीमा योजना KI AWADHI-
सरल जीवन बीमा योजना ka labh agar aap log utha chahte hai to aap ki age 18yr se 65 yr honi chahiye,dosto es bima policy ki awadhi 4yr se lekar 40yr tak ho sakti hai.es policy ke andar aap ko 500000INR se lekar 2500000 tak ka sum insured milega.dosto सरल जीवन बीमा योजना ke andar aap ko maturity benefits nhi milega.
dosto es policy me 45 days ka waiting period hota hai, yadi 45 days ke andar bima dharak ki death ho jati hai to durghatna me hui death ke alawa aur kisi
bhi karan se agar death hoti hai to aap ko bhuktan nhi kiya jayega.सरल जीवन बीमा योजना me suicide ke mamle me koi clame nhi milega.
सरल जीवन बीमा योजना ka उदेश्य-
dosto सरल जीवन बीमा योजना ka main उदेश्य bharat ke sabhi nagriko tak bima ka labh pahuchana hai.es yojana me niyam aur sharto ko kafi asan banaya gya hai jis se ki jayadatar log bima kharid sake aur es ka labh utha paye,es yojana me agar bima dharak ki death ho jati hai to cover ka amount us ke nomini ko de diya jata hai. jis se ki unko आर्थिक paresani ka samana na karna pade.
LIC सरल जीवन बीमा योजना KE ANDAR MILNE WALA LABH-
DEATH BENEFITS-
agar policy awadhi ke दौरान bima dharak ki death ho jati hai, to nomini ko मासिक premium ka 250 guna aur pahle year ka premium and राइडर , extra bhare hue premium ke alawa bhare hue premium ka bhuktan aur agar लॉयल्टी एडिसन hai to wo bhi.
MATURITY BENEFITS-
policy mature hone par policy dharak ko maturity bima amount aur agar लॉयल्टी एडिसन hai to wo bhi.
TAX BENEFITS-
agar aap apne salary se har year jiwan bima ke 150000 tak ka premium dete hai to आय कर ki धारा 80C ke tahat छूट di jati hai. death benefits aur maturitymbenefits bhi आय कर ki धारा 10D ke tahat कर मुक्त hogi.
SARAL JIWAN BIMA YOJANA 2021 BENEFITS-
-es yojana ke andar bima dharak ko life cover diya jayega, bima dharak ke death ke baad life cover ka amount nomini ko diya jayega.-es yojana ke ander cover amount 500000INR se 2500000INR tak hai.
-सरल जीवन बीमा योजना ke ander insurance companies ko ye अनुमति di gyi hai ki wah apne hisab se premium ka amount निर्धारित kare.
-es yojana ka labh lene ke liye aap ki न्यूनतम आयु 18yr aur अधिकतम आयु 65yr honi chahiye.
-es yojana me maturity आयु 70yr hogi.
-सरल जीवन बीमा योजना ke andar 45 days ka waiting period nirdharit kiya gya hai. es 45 days ke waiting period me policy ka paisa kewal durghatana me hui death par hi milega.
-es yojana me policy ki awadhi 4yr se lekar 40yr tak rakhi gyi hai.
-सरल जीवन बीमा योजना me आत्महत्या ko shamil nhi kiya gya hai.
सरल जीवन बीमा योजना KE LIYE IMPORTANT दस्तावेज –
-es yojana me आवेदन karne wala bharat ka nagrik hona chahiye.
– सरल जीवन बीमा योजना le ke liye aap ki न्यूनतम आयु 18yr aur अधिकतम आयु 40yr honi chahiye.
-aap ke paas ADHAR CARD hona chahiye.
-Niwas praman patra hona chahiye.
-Passport size photo hona chahiye.
-Aur ek mobile number hona chahiye.
सरल जीवन बीमा योजना ONLINE PRECESS-
-sabse pahle aap ko us insurance company ke website par jana hoga jaha se aap un se jiwan bima kharid sakte hai, ya phir kai sare online portal hai jaha kai sari companies ke plan hai aap waha ja ke un ke plan ko compare karke policy kharid sakte hai.
– es ke baad aap us company ke home page par pahuch jayenge jis se ki aap bima kharidna chahte hai.aap ko us home page par us bima ka link milega jaha par aap ko click karna hoga.
– us ke baad aap apply now par click karenge to aap ke samne आवेदन form khul jayega, aap ko आवेदन me di gyi jankari ko dhyan se bharna hoga taki koigalti na ho jaye.
-es ke baad aap apne sabhi important दस्तावेज ko upload kar de, us ke baad aap ko submit button pe click karna hoga, aur aap ka आवेदन pura ho jayega.
सरल जीवन बीमा योजना OFFLINE PROCESS-
-sabse pahle aap ko us company ko select karna hoga jis ka ki aap सरल जीवन बीमा योजना kharidna chahte hai, us ke baad aap ko us ke office me jana hoga ya phir us ke agent se milna hoga.
us ke baad aap ko सरल जीवन बीमा योजना ka form milega jis ko ki aap ko ache se padh ke bharna hoga.
-es ke baad form ke sath sabhi important दस्तावेज ko lagana hoga.
– es ke baad jab sari prakriya jab ek bar puri ho jaye to aap ko form office me submit karna hoga, es ke baad aap ki आवेदन prakriya puri ho jayegi.
निष्कर्ष-
dosto aaj ke es article me humne aap logo ko सरल जीवन बीमा योजना 2021 ke bare me full details di hai, jis se ki aap ye फैसले को le sake ki aap ko saral jeevan bima 2021 leni hai ya nhi, humne kosis ki hai ki aap ko es yojana ke bare me puri jankari de sake, dosto hum ummid karte hai ki aap ki sari confusion dur ho gyi hogi, dosto agar aap ko abhi bhi koi confusion ho to aap hume comments kar ke bata sakte hai,dosto agar aap logo ko hamara article pasand aya ho to please ese apne dosto aur ristedaro ke sath share kijiyega. thank you